Showing posts with label Mohabbat. Show all posts
Showing posts with label Mohabbat. Show all posts
Dec 6, 2023
Dec 4, 2023
Sep 17, 2023
Sep 14, 2023
Sep 13, 2023
Sep 5, 2023
Jul 22, 2023
Jan 16, 2019
Khamoosh Baithay Hain To Loog Kehtay Hain
Khamoosh baithay hain to loog kehtay hain udasi achi nahi
Zara sa huns lain to loog muskurane ki waja pooch laytay hain
Dec 7, 2018
Phir Kisi Yaad Ne, Raat Bhar Hai Jagaya Mujh Ko
Phir kisi yaad ne, raat bhar hai jagaya mujh ko
Kiya saza di hai, mohabat ne khudaya mujh ko
Din ko aaram hai na, raat ko hai chain kabhi
Jane kis khaak se, qudrat ne banaya mujh ko
Dukh to yeh hai ke, zamane main milay ghair sabhi
Jo mila hai, woh mila ban ke, paraya mujh ko
Jab koi bhi na raha kandha, mere rone ko
Ghar ki deewaron ne, seene se lagaya mujh ko
Uoon to umeed-e-wafa, tum se nahi hai koi
Phir charaghon ki tarah, kis ne jalaya mujh ko
Oct 22, 2018
Oct 20, 2018
Tera Waqt To Guzar Jata Hy Humen Bhool Kar
Tera waqt to guzar jata hy humen bhool kar bhi ay dost!
Majboor to ham hain jo rah nahi sakte tujhe yad kye bina.!
Submitted By: M.Imran Ad
Oct 17, 2018
Hamari Saltanat Me Kadam Zara Soch K
Hamari saltanat me kadam zara soch k rakhna betaab
Hamari qaid e mohabbat me zamanat nahi milti...
Submitted By: Umar Betaab
Ab Tu Kuch Aur Andaaz Se Lubhane Lagay
Ab tu kuch aur andaaz se lubhane lagay
Qissa-e-dard jo phir se sunanay lagay
Jub mehsoos kiya khud ko tanhai main
Kitne ayeenay mera saath nibhane lagay
Is ke andaz-e-mohabbat ki tareef keron
Pehlay loota phir loot ke basane lagay
Meray aansuon ko mooti kehne wala
Woh jo bichra tu ye mooti bhi ganwane lagay
Ye taghaful faqat mujhko satane ke liyay
Ke bazm-e-ghair main bhi ab to hain jane lagay
Lafzoon ki haqeeqat jub khuli Mohsin
Saray alfaaz tera qissa sunanay lagay
Submitted By: Mohsin Shehzad Mohsin
Subscribe to:
Comments(
Atom)



















