Ghalib
Sharab Peeny De Masjid Me Beth Kar
Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi
Iqbal
Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peeny Ki Jagah Nahi
Kafir K Dil Me Ja Wahan Khuda Nahi
Faraz
Kafir K Dil Se Aya Hun Me Ye Dekh Kar
Khuda Mojood Hai Wahan Par Usy Pata Nahi
Wasi
Khuda To Mojood Duniya Me Har Jagah
Tu Jannat Me Ja Wahan Peena Mana Nahi
Saqi
Peeta Hun Gham-e-Duniya Bhulany K Liye Saqi
Jannat Me Kon Sa Gham Hai Is Liye Wahan Peeny Me Maza Nahi...
https://www.hindishayaribest.com/2020/11/zahid-sharab-peene-de-masjid-mein-beth.html
ReplyDeleteNew Reply
https://www.hindishayaribest.com/2020/11/zahid-sharab-peene-de-masjid-mein-beth.html
ReplyDeleteNew Reply
There is noticeably big money to understand about this. I assume you made certain nice points in features also. mm goodreads
ReplyDeleteThis is exciting, nevertheless it is vital for you to visit this specific url: https://www.seoexpertindelhi.in/google-word-coach/
ReplyDeleteDuniya imtahan ki jagha hai maza lainy ki nai,
ReplyDeleteGham e duniya bhulana hai to Quran ka jaam pee
(Zoya)
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteSHARAB KE LAT JISAI LAG JAYE WO PEENAY SAI NAHI DARTAI (AADIL)
ReplyDeleteKHUDA KA KHOOF REH JAYAI WO TO HOOSH MAI HEE NAHI HOOTAI.