Showing posts with label khushi shayari. Show all posts
Showing posts with label khushi shayari. Show all posts
Jul 11, 2023
Feb 10, 2018
Jan 21, 2018
Dec 4, 2017
Jul 19, 2017
May 3, 2017
Jan 5, 2016
Is Baar Phir Se Di Jo Mohlat Nayi Si Hai
Is Baar Phir Se Di Jo Mohlat Nayi Si Hai
Ye Zindgi Ki Mujh Pe Inayat Nayi Si Hai
Khush Bakhtiyan Meri Jo Dastak Di Khushi Ne
Is Lamha Mili Mujh Ko Ye Rahat Nayi Si Hai
Wo Ranj-o-Fikr, Gham K Zamany Guzar Gaye
Ab Hum Pe Zamany Ki, Inayat Nayi Si Hai
Her Soo Fiza Me Raqs Ka Manzar Hai Phaila
Rangeeniyon Se Rut Ki Ye Raghbat Nayi Si HaI...
Submitted By: Asra Anjum
Submitted By: Asra Anjum
Mar 21, 2015
Nov 8, 2014
Oct 9, 2014
Jun 26, 2014
Feb 8, 2014
Jan 11, 2014
Jan 4, 2014
Dec 8, 2013
Sep 25, 2013
Sep 17, 2013
Sawal Tu Hai Jawab Tu Hai, Mohabbaton Ki Kitaab Tu Hai
Sawal Tu Hai Jawab Tu Hai
Mohabbaton Ki Kitaab Tu Hai
Be-Sabat Jahan K Rung Sary
Meri Nazar Me Shabaab Tu Hai
Ye Kaiynaat Hai Jis Se Roshan
Aftaab, Taray, Mehtaab Tu Hai
Kabhi Tu Hota Hai Paas Mere
Kabhi Chamakta Saraab Tu Hai
Phool, Kaliyon Ka Khush-Rung Pairhen
Khushbuon Ka Hijaab Tu Hai
Tu Meri Khwahish, Tu Meri Hasrat
Meri Aankhon Ka Khawaab Tu Hai
Nisaab-E-Zindagi Hai Ishq
Meri Zindagi Ka Nisaab Tu Hai...
Mar 27, 2012
Main chahta hi na tha use Lajawab karna
Main chahta hi na tha use Lajawab karna,
Wrna jawab mere paas us k har swal ka tha,
Uski jeet se hoti thi khushi mujhko
Yhi jawaz mere pas apni haar ka tha..!!
Subscribe to:
Comments(
Atom)















