skip to main
|
skip to sidebar
Pages
Home
Contact Us
Privacy Policy
Forum
Add Your Poetry
Urdu Sad Poetry
Menu
Two Lines
Four Lines
Love Poetry
Sad Poetry
Nazam
Ghazal
Add Your Poetry
SMS
Poetry Collection
2 line Urdu poetry
4 line Poetry
Aankhen Shayari
Aansu Shayari
Aarzoo Shayari
Afsoos shayari
Aurat Poetry
Barish Poetry
Bewafa Shayari
Dard Shayari
Dua Poetry
EID Poetry
Ghazal Shayari
Happy New Year
Heart Touching
Hont shayari
Inspirational poetry
Larki Shayari
Love Poetry
Mohabbat Poetry
Mother poetery
Motivational poetry
Nazam
Neend shayari
Romantic Poetry
Sad Poetry
Wafa Shayari
Watan Poetry
Zulm Shayari
chahat shayari
husn poetry
ishq shayari
zeher poetry
SMS
Eid sms
Independence Day Sms
Jumma Mubarak SMS
Showing posts with label
Hont shayari
.
Show all posts
Showing posts with label
Hont shayari
.
Show all posts
Jun 5, 2018
Shaer Hairaan Rah Gaey, Sochte Rahe , Lafz Dhuondte Rahe
Shaer hairaan rah gaey, sochte rahe , lafz dhuondte rahe
Hum ne jo sirf tere labon per eak sher kahdia
Submitted By: Sumar Khan
Feb 26, 2018
Apne Honton Se Choo Loon Ankhen Teri
Apne Honton Se Choo Loon Ankhen Teri
Bechain Kar Dun Main Sub Raten Teri
Lahoo Ban Kar Tere Jism Main Sama Jaun
Ban Jaun Tera Dil Aur Mehsus Karun Sansen Teri...
Submitted By: Asad Junaid Sagar
Dec 24, 2017
Lafz Dhalne Lage The Cheekhon Main
Lafz Dhalne Lage The Cheekhon Main
Apne Honton Ko See Lia Mene...
Nov 5, 2017
Qehqaha Lub Pe Jo Ata Hai Tujhe Kya Maloom
Qehqaha Lub Pe Jo Ata Hai Tujhe Kya Maloom
Kitne Sadmon Ka Lahu Pi Kar Jawan Hota Hai...
Nov 4, 2017
Husn Ki Jheel Ho Tum Aur Kinary Hain Ye Hont
Husn Ki Jheel Ho Tum Aur Kinary Hain Ye Hont
Sach To Ye Hai K Mujhe Jan Se Pyare Hain Ye Hont
Mene Har Bar Mohabbat Se Inhain Chooma Hai
Us Ne Har Bar Mohabbat Se Ubhare Hain Ye Hont
Hath Honton Pe Mere Rakh K Mujhe Kehne Lage
Rokiye In Ko Bohat Shoq K Mare Hain Ye Hont
Band Hote Hain Ye Inkar Ki Soorat Me Magar
Adh Khile Hon To Mohabbat K Ishare Hain Ye Hont
Aaj Khud Apne Muqaddar Pe Mujhe Rashk Aya
Aj Honton Me Mere Us Ne Utare Hain Ye Hont
Choom Kar Hont Mere Us Ne Kaha Ye "Qateel"
Tumhare Hain, Tumhare Hain, Tumhare Hain Ye Hont...
Blogger: Waqas Ali
Nov 3, 2017
Aa Gai Fasl-E-Sakoon Chaak-E-Girebaan Walo
Aa Gai Fasl-E-Sakoon Chaak-E-Girebaan Walo
Sil Gaye Hont Koi Zakhm Sile Ya Na Sile...
May 4, 2016
Kitne Nazuk Hain Mere Hont Kiun In Ko Yoon
Kitne Nazuk Hain Mere Hont, Kiun In Ko Yoon Masal Dete Ho
Ye Phoolon Jese Hain Par Phool To Nahi Hain...
Submitted By: Sajida Nasir
Dec 29, 2015
Khushk Honton Se Hua Karti Hain Methi Batein
Khushk Honton Se Hua Karti Hain Methi Batein Mohsin
Pyaas Bujh Jaye To Lehje Bhi Badal Jate Hain...
Jun 14, 2015
Tishnagi Jam Gai Pathar Ki Tarha Honton Par
Tishnagi Jam Gai Pathar Ki Tarha Honton Par
Doob Kar Bhi Tere Dariya Se Me Piyasa Nikla...
Jan 7, 2015
Bohat Shoq Hai Na Mujhe Mar Dalne Ka
Bohat Shoq Hai Na Mujhe Mar Dalne Ka Tumhe
Laga Kar Zeher Honton Pe Meri Bahon Me Aa Jao...
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts( Atom)
Urdu Poets
Ahmed Faraz
Allama Iqbal
Amjad Islam Amjad
Ayub Khawar
Bashir Badr
Bulleh Shah
Daagh Dehlvi
Faiz Ahmed Faiz
Farhat Abbas Shah
Habib Jalib
Haider Ali Aatish
Hasrat Mohani
Mirza Ghalib
Mohsin Naqvi
Nasir Kazmi
Noshi Gilani
Parveen Shakir
Qateel Shifi
Sagar Siddiqui
Sahir Ludhianvi
Tabish Dehlavi
Wasi Shah
Wasif Ali Wasif
Popular Poetry
Is Se Humara No Phir Kabhi Rabta Hoga
On This Holy Occasion of Eid-ul-Adha - EID SMS
Aa Daikh Meri Aankh Ke Bheegay Howe Mausam
Phir Kahin Bhi Panah Nahi Milti
Jo Bhi Manga, Wohi Manga Jo Muqaddar Mein Na Tha
Powered by
Blogger
.
Subscribe Us to Get Latest Poetry